Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

    1
    Yoon laga dost tera mujh se khafa ho jana
    Jiss tarah phool se khushboo ka juda ho jana
    Ahl_e_dil se ye tera tark_e_ta'allook
    Waqt se pehley aseeroon ka riha ho jana!!!

    .************************
    .************************
    ***********************
    2
    Too meray paas na thee, phir bhee sehar honay tak
    Tera har sans meray jism ko choo kar guzra
    Qatra qatra teray deedar ki shabnam tapkee
    Lamha lamha teri khushboo say mo'attar guzra

    Ab yehi hai tujhay manzoor to aay jaan-e-qarar
    Main teri raah na dekhoon ga siah raaton mein
    Dhoond lein gi meri tarsi huee nazren tujh ko
    Naghma-o=shair ki umdee huee barsaton mein

    Ab tera piyar satye ga to meri hasti
    Teri masti bharee aavaz mein dhal jye gee
    Aur yeh rooh jo teray liyay baychain si hai
    Geet ban kay teray honton pay machall jye gee

    Teray naghmaat teray husn ki thandak lay kar
    Meray taptay huay maahol mein aajyen gay
    Chund ghanton kay liyay ho kay hamesha kay liyay
    Meri jaagi huee raaton ko sula jyen gay


    .************************
    .************************
    ***********************
    3
    Bunnana hai tu sundel ke lekree bun jaoo
    her katnay walee kulharee khushboo daar ho jaeay

    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #32
      Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

      My All time fav. shair

      Kitna mushkil hai Khushbu'oN key liye
      RooTh ker bhi gulab mey rehna
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #33
        Re: Mah-e October k Asha`ar ka Topic ...

        from My Diary..............
        Attached Files
        sigpic

        Comment

        Working...
        X